Phir Mulaqat Lyrics – Cheat India: starring Emraan Hashmi and Shreya Dhanwanthary. The playback singer Jubin Nautiyal has sung the Phir Mulaqat song. The lyrics of “Phir Mulaaqat” are written by Kunaal Vermaa and music is given by musical duo Kunaal-Rangon.
Song- Phir Mulaqat
Singer- Jubin Nautiyal
Album- Why Cheat India
Lyricist- Kunaal Vermaa
Music- Kunaal-Rangon (Songster)
Director- Soumik Sen
Language- Hindi
Music Label- T-Series
Toh kya hua juda huye
Magar hai khushi mile toh the
Toh kya hua mude raaste
Kuchh door sang chale toh the
Dobara milenge kisi mod pe
Joh baaki hai woh baat hogi kabhi
Chalo aaj chalte hain hum..
Phir mulaaqat hogi kabhi
Phir mulaqat hogi kabhi
Juda ho rahe hain kadam
Phir mulaqat hogi kabhi
Dukhaun main dil jaate jaate tera
Mera aisa koi irada nahi
Chhupa lunga main hans ke aansu mere
Yeh teri khushi se toh zyada nahi
Jo bichhde nahi toh phir kya maza
Zaroori hai rehni bhi thodi kami
Nahi hoga kuchh bhi khatam…
Phir mulaaqat hogi kabhi
Phir mulaqat hogi kabhi
Juda ho rahe hain kadam
Phir mulaqat hogi kabhi
Sitaron ke iss bhid ko gaur se
Ek akhri bar phir dekh lo
Yeh jo do alag se, hai baithe hoye
Yeh tum ho yeh main hoon yahi maan lo
Yeh din mein nahi nazar aayenge
Magar kal ko jab raat hogi kabhi
Joh yeh roshni hogi kam…
Phir mulaaqat hogi kabhi
Phir mulaqat hogi kabhi
Juda ho rahe hain kadam
Phir mulaaqat hogi kabhi
Hhmm..
Written by:-
Kunaal Vermaa
Song- Phir Mulaqat
Singer- Jubin Nautiyal
Album- Why Cheat India
Lyricist- Kunaal Vermaa
Music- Kunaal-Rangon (Songster)
Director- Soumik Sen
Language- Hindi
Music Label- T-Series
PHIR MULAQAT LYRICS
Toh kya hua juda huye
Magar hai khushi mile toh the
Toh kya hua mude raaste
Kuchh door sang chale toh the
Dobara milenge kisi mod pe
Joh baaki hai woh baat hogi kabhi
Chalo aaj chalte hain hum..
Phir mulaaqat hogi kabhi
Phir mulaqat hogi kabhi
Juda ho rahe hain kadam
Phir mulaqat hogi kabhi
Dukhaun main dil jaate jaate tera
Mera aisa koi irada nahi
Chhupa lunga main hans ke aansu mere
Yeh teri khushi se toh zyada nahi
Jo bichhde nahi toh phir kya maza
Zaroori hai rehni bhi thodi kami
Nahi hoga kuchh bhi khatam…
Phir mulaaqat hogi kabhi
Phir mulaqat hogi kabhi
Juda ho rahe hain kadam
Phir mulaqat hogi kabhi
Sitaron ke iss bhid ko gaur se
Ek akhri bar phir dekh lo
Yeh jo do alag se, hai baithe hoye
Yeh tum ho yeh main hoon yahi maan lo
Yeh din mein nahi nazar aayenge
Magar kal ko jab raat hogi kabhi
Joh yeh roshni hogi kam…
Phir mulaaqat hogi kabhi
Phir mulaqat hogi kabhi
Juda ho rahe hain kadam
Phir mulaaqat hogi kabhi
Hhmm..
Written by:-
Kunaal Vermaa
0 Comments