Mard
Maratha Lyrics from Panipat: The Song is sung by Ajay-Atul, Kunal Ganjawala,
Sudesh Bhosle, Swapnil Bandodkar, Padmanabh Gaikwad, Priyanka Barve.Mard
Maratha song lyrics are written by Javed Akhtar and Ajay-Atul has composed the
music. The song is from Ashutosh Gowariker directed Hindi feature film Panipat
starring Arjun Kapoor, Sanjay Dutt, and Kriti Sanon.
Song - Mard Maratha
Album - Panipat
Singers - Ajay-Atul, Kunal Ganjawala,
Sudesh Bhosle, Swapnil Bandodkar, Padmanabh Gaikwad, Priyanka Barve
Lyricists - Javed Akhtar
Music - Ajay-Atul
Director - Ashutosh Gowariker
Cast -
Arjun Kapoor, Sanjay Dutt, Kriti Sanon
Music
Label - Zee Music
Company
Mard Maratha Lyrics
Hey bole
dharti jaikara
Gagan hai
sara goonja re
Jag mein
lehraya nyara
Dhwaj hai
hamara uncha re
Hum woh
yodha, woh nidar
Hum jo bhi
disha mein jayein
Saare path
charan chhuyein aur
Parbat
sees navaye
Raaste se
hat jaayein
Nadiyan
hoke hawayein
Hum hain
jiyale jeetne ko hum
Rann mein
utarte hain
Hum suraj
hain ant humi
Raaton ka
karte hain
Yug yug ki
zanjeeron ko humne hi kata re
Bol utha
yeh jag sara jai mard maratha re
Jo rakt
hai tan mein behta
Woh humse
hai yeh kehta
Samman ke
badle jaan bhi dein
To nahi
hai ghata re
Yug yug ki
zanjeeron ko humne hi kata re
Bol utha
yeh jag sara jai mard maratha re
Yug yug ki
zanjeeron ko humne hi kata re
Bol utha
yeh jag sara jai mard maratha re
Veerta
humne boyi aur yeh phal paya
Door tak
ab hai phaili apni hi chhaya
Jeevan jo
ranbhoomi mein karta hai tandav
Aaj usi ne
hai vijay ka nagada bajaya
Apni hai
jo gaatha ab hai samay sunata
Sab ko hai
yeh batata kaise sukh humne baanta re
Yug yug ki
zanjeeron ko humne hi kata re
Bol utha
yeh jag sara jai mard maratha re
Yug yug ki
zanjeeron ko humne hi kata re
Bol utha
yeh jag sara jai mard maratha re
Sach ke
sipahi, albele raahi
Kya jaante
ho tum
Jab tum
nahi the hum kab yahin the
Hum bhi
the jaise ghum
Tum dhyan
mein the, tum praan mein the
Jaise
janam janam
Jab teer
tumpe barse to
Jaise
ghayal huye the hum
Ho dekho
to mujhse keh ke
Main jaan
de doon tum pe
Kya tum
nahin yeh jaante
Duvidha ke
aage jab naari jaage
Himmat se
kaam le
Choodi
utaar. kangan utaar talwar thaam le
Maine li
aaj shapath hai
Veeron ka
path hai mera re
Lakshya
apna jo bana loon
Wahin
daalun dera re
Hum woh
yodha, woh nidarr
Hum jo bhi
disha mein jayein
Saare path
charan chhuyein aur
Parbat
sees navaye
Raaste se
hat jaayein
Nadiyan
hoke hawayein
Hum hain
jiyale jeetne ko hum
Rann mein
utarte hain
Hum suraj
hain ant humi
Raaton ka
karte hain
Yug yug ki
zanjeeron ko humne hi kata re
Bol utha
yeh jag sara jai mard maratha re
Jo rakt
hai tan mein behta
Woh humse
hai yeh kehta
Samman ke
badle jaan bhi dein
To nahi
hai ghata re
Yug yug ki
zanjeeron ko humne hi kata re
Bol utha
yeh jag sara jai mard maratha re
Yug yug ki
zanjeeron ko humne hi kata re
Bol utha
yeh jag sara jai mard maratha re
Written
by: Javed Akhtar
0 Comments